Saturday, May 8, 2010

kabhi na bhulaynge

Jise ham kab se bhulaye baithe the,
Wo aaj achanak hi yaad aa gaye,
Jis gam ki barish ne kiya tha barbaad,
Usi barish ke badal aaj phir cha gaye

No comments: